Saturday, August 23, 2025

Teri Ummeend

Teri ummeend, teri ummeend!
Ooohhhooo teri ummeend...
Teri ummeend, teri ummeend!

Teri ummeend, teri ummeend 
Humein zindaa rakkhi hui hai.
Varna hum kisi kaam ke na thay!

Jab talak tu saath... Saath... Saath...
Jab talak tu saath thi,
Nazaron se hoti baath thi, 
Kissie ka hota vaar bhie tho,
Hum sambhal jathe!

Jab se tu ne moondi... Moondi... Aankhen...
Jab se tu ne moondi hai aankhen
Andhera sa chaa gaya hai. 
Na jaanoon kaise maan loon,
Kaise himmat juta loon.

Teri ummeend, teri ummeend 
Humein zindaa rakkhi hui hai.
Varna hum kisi kaam ke na thay!

Zindagi jo poochthi mujhse
Kya matlab hai jeene ka...
Zindagi jo poochthi mujhse
Kya matlab hai jeene ka...
Tera chehra hi mera jawaab hota!

Jab se hai chhaaya andhera,
Jab se hai bhaaga savera...
Tab se choota hai tera sath,
Tab se hai phooti meri kismat...
Aur tab se... sirf ummeend bachi hai.

Teri ummeend, teri ummeend!
Ooohhhooo teri ummeend...
Teri ummeend, teri ummeend!

Teri ummeend, teri ummeend 
Humein zindaa rakkhi hui hai.
Varna hum kisi kaam ke na thay!

-- Pradeep K (Prady)


Style: 
Sufi, E-minor, A-minor, Smooth, easy, ghazal-like feel,Slow pace. 


No comments: